Friday, November 26, 2010

romaintic sher


kabi is ki kabi us ki kabi mari hoi ho

tum ny husan ganwa dia tijarat kart karty
zahid

Kya likhun tere naam sajan


Kya likhun tere naam sajan
Tujhe sochon subha shaam sajan

Tum neeli jheel ka pani ho

Mohobat ki ek kahani ho

Tum pyar k meethe bol Sajan

Tum hr ek se anmol Sajan

Tum asman ka badal ho

Tum meri ankh ka kajal ho

Tum mere man ki jeet sajan

Mere labon ka geet sajan

Tum chaman me khilta gulab ho
Chahat se likhi kitab ho

Tum mere liye ho mere sanam
Jo toot na sake wo ho kasam

Kya likhun tere nam sajan

Tumhe sochun subha sham sajan..

**For u *

~*Bekarari*~


Ae dil mujhye

Intezaar ki adat na daal

Kitni tapash hai

Is intezaar k lamhoon main

Bohot tarap hai

Is tapash main

Bahte huwe aansouwoon se

Samandar banne lagta hai

Dooriya ki na parwah kijiye

Dooriya ki na parwah kijiye
Dil jab bhi pukare bulalijye
Hum jiyada door nahi hai aapse.....
Bus apni aankhon ko palkon se mila lijiye

Dost ka piyar kisi duwa se kam nahi hota

Dost ka piyar kisi duwa se kam nahi hota
Wo chahe door bhi ho to gum nahi hota
Piyar me aksar dostikam hojati hai
Par DOSTI me pyar kabhi kam nahi hota

Guzri hui zindagi ko yaad na karo,

Guzri hui zindagi ko yaad na karo,
Taqdir me jo likha hai uski fariyad na karo
Jo hona hai hokar rahega
Aap fikar me apni muskurahat barbad na karo